आकाश और धरती – Aakaash Aur Dharti song lyrics Old Hindi Christian Song
आकाश और धरती के राजा की जय
AAKAASH AUR DHARTI KE RAAJA KI JAY
जय जय पुकार JAY JAY PUKAAR (2)
सारी ज़मीन की सारी प्रजा
SAAREE ZAMEEN KEE SAAREE PRAJA
यीशु की जय, जय जय पुकार (2)
YEESHU KI JAY, JAY JAY PUKAAR (2)
1. जीवन का रचनेवाला वही
JEEVAN KA RACHNEYVAALA VAHEE
भक्तों के दिल का उजाला वही
BHAKTON KE DIL KA UJAALA VAHEE
पापिन कारण जन्मा वही
PAAPIN KAARAN JANMAA VAHEE
सूली पर चढ़ने वाला वही
SOOLEE PAR CHADHNE VAALA VAHEE
2. वही है मेरे जीवन का मान
VAHEE HAI MERE JEEVAN KA MAAN
मेरा उद्धार और मेरी चट्टान
MERA UDDHAAR AUR MEREE CHATTAAN
हाथों में है उसके, कश्ती मेरी
HAATHON MEIN HAI USKE, KASHTEE MERI
आने दो, गर आता है तूफान
AANE DO, GAR AATA HAI TOOFAAN
3. दुःख में और सुख में साथी रहा
DUHKH MEIN AUR SUKH MEIN SAATHI RAHA,
राहों में जीवन के संग वह चला
RAAHON MEIN JEEVAN KE SANG VAH CHALA
उसकी रही हम पर कृपा बड़ी
USKEE RAHI HAM PAR KRIPA BADI
जीवन मिला तो उसी से मिला
JEEVAN MILA TO USI SE MILA
