बदले नजारे सभी के – Badle nazaare sabhee ke
Badle nazaare sabhee ke,
Par tuna badla kabhi. —–2x
Aaj bhi Tu ek sa hai
Karte hai hum Teri mahima
Sada tahe dil se
Badle nazaare sabhee ke
Dhoop bharee raahon mein
Thaame mera haath chalna —-2x
Chhaav bane Tere tale
Mujhko sada yaad rakhna
Muskuraate hai iss aash mein
Lene ayega ek din haame
vaada vapha ka pura hoga
Sang hum Tere jayenge
Badle nazare sabhi ke,
Par tuna badla kabhi. —–2x
Aaj bhi Tu ek sa hai
Karte hai hum Teri mahima
Sada tahe dil se
Badle nazaare sabhee ke
Kya mein du mere khuda
Tune aapni zindagee dedee —–2x
Mujhe Chhudaaya
Mujhe Bachaaya —-2x
Tune aapni zindagee dedee
Tune aapni zindagee dedee


