![tamil christian songs lyrics](https://www.worldtamilchristians.com/wp-content/uploads/2023/11/tamil-christian-songs-lyrics-150x150.png)
Rajao Ka Raja Hai – राजाओं का राजा है – Lyrics in Hindi and English
Rajao Ka Raja Hai – राजाओं का राजा है – Lyrics in Hindi and English
Rajao ka raja hai,
Vo prabhuo ka prabhu hai – 2
Prabhu yeshu masih -4
Rajao ka raja hai,
Vo prabhuo ka prabhu hai – 2
1.Shatru ko hara diya,
sansaar ko jeet liya
Mrityu se paar hoker
aananth jeewan diya–2
Vidhiyo ka vo lekh jo
Virodh main tha mita dala–2
Rajao ka raja hai,
Vo prabhuo ka prabhu hai – 2
Prabhu yeshu masih -4
Rajao ka raja hai,
Vo prabhuo ka prabhu hai – 2
2.Bulaye chune hue,
vishvasiyo ke naam
Jai pana he hai,
vachan ka hai aahwan–2
Jab tak saans rahe,
kare na hum vishraam–2
Rajao ka raja hai,
Vo prabhuo ka prabhu hai – 2
Prabhu yeshu masih -4
Rajao ka raja hai,
Vo prabhuo ka prabhu hai – 2