Kese bayan ab karun mai tujhe – Rehbar LYRICS
VERSE 1
Kese bayan ab karun mai tujhe
Tanha chorra sabne mujhe
Rahein meri ab kahein kahan tu khada
Tune kaha hai tu sath hai sada
Chahe ye duniya mujhe de daga
Rehmat se apni mujhe de tu panah
PRE-CHORUS
Thaama jo haath tune mera
Badla jahaan hua sab naya
CHORUS :
Tu hai din aur raton mein
Tu hai mushkil haalato mein tu rehbar mera
Tu hai mere jazbaton mein
Tu hai meri nirasha mein tu hai sada mere khuda
BRIDGE :
Khaamoshiyo mein
Lachariyo mein
Tanhaiyo mein sang paya tujhe
CHORUS REPEAT :
Tu hai din aur raton mein
Tu hai mushkil haalato mein tu rehbar mera
Tu hai mere jazbaton mein
Tu hai meri nirasha mein tu hai sada mere khuda

