BANE RAHO TUM BANE RAHO TUM Hindi Christian Song lyrics – बने रहो तुम, बने रहो तुम
बने रहो तुम, बने रहो तुम
यीशु मसीह में बने रहो तुम -(2)
वो दाखलता है, तुम डालियां हो
उसमें बने रहो और फलों (2)
जब वो प्रगट हों
तुम में हीयाव हो
तुम उसके सम्मुख लज्जित ना हो (2)
जैसा वो धर्मी है
तुम भी धर्मी बनो
तुम भी धर्म के काम करो (2)
वो है चरवाहा, तुम उसकी भेड हो
उसकी आवाज़ के पीछे चलो (2)
पापों की माफ़ी तुमने है पाई
वैसे ही तुम भी माफ़ करों (2)
उसके जैसा औरों से प्रेम करो,
जैसा वो प्रेमी है, प्रेमी बनो (2)
बने रहो तुम, बने रहो तुम
यीशु मसीह में बने रहो तुम -(2)
BANE RAHO TUM BANE RAHO TUM Lyrics, बने रहो तुम, बने रहो तुम Lyrics
BANE RAHO TUM BANE RAHO TUM song lyrics in English
BANE RAHO TUM BANE RAHO TUM
YISHU MASIH MEIN BANE RAHO TUM (2)
WOH DAKHLATHA HAI
TUM DALIYA HO
USMEIN BANE RAHO AUR FALON (2)
JAB WOH PRAKAT HO
TUM MEIN HIYAV HO
TUM USKE SANMUKH LAJJIT NA HO (2)
JAISA WOH DHARMI HAI
TUM BHI DHARMI BANO
TUM BHI DHARM KE KAM KARO (2)
WOH HAI CHARVAHA
TUM USKI BHED HO
USKI AWAAZ KE PICHE CHALO (2)
PAPON KI MAAFI TUMNE HAI PAI
VAISE HI TUM BHI MAAF KARO (2)
USKE JAISA AURON SE PREM KARO
JAISA WOH PREMI HAI PREMI BANO (2)
Key Takeaways
- The article presents the lyrics to the Hindi Christian song ‘BANE RAHO TUM BANE RAHO TUM’.
- The song emphasizes staying in Jesus Christ and embodying His righteousness.
- It includes themes of forgiveness, love, and following Jesus as a shepherd.
- The lyrics are provided in both Hindi and English for wider accessibility.
- Links to related songs and content are also included for further exploration.
Estimated reading time: 2 minutes

