Dhanyawad dhanyawad dhanyawad Yeshu ko LYRICS
CHORUS
Dhanyawad dhanyawad dhanyawad Yeshu ko
Dhanyawad dhanyawad dhanyawad Yeshu ko
VERSE1
Murde ko tune. Hai Zinda krdiya
Avaaz de kr Hain Avaaz de kr
Kyu na karu mai . Tera dhanyawad Prabhu
Tera dhanyawad. Tera dhanyawad
VERSE2
Mai bikhra huva tha.
Mujhe sawara tune
Papon se mujhe bachaya
Mujhe nikala tune
Kyu na karu mai Tera dhanyawad Prabhu
Tera dhanyawad Tera dhanyawad
VERSE3
Janam se andhe ko tune Dikhla diya
Sirf bool kar. Hain bool kar
Kyu na karu mai. Tera dhanyawad Prabhu
Hath utha kar. Hath utha kar


