Meri to Izzat hi Khudawand hai Lyrics – Anil Kant

Faith Score+3
Faith Score+3

Meri to Izzat hi Khudawand hai Lyrics – Anil Kant

Meri to Izzat hi Khudawand hai
Meri to taakat hi Khudawand hai
Mera apna to kuch bhi nahin
Meri to rag rag mein naam uska likha hai

Tere kehne se chalta hoon main
Tere kehne se rukta hoon main
Tere kalaam se hi ab, har ik kaam ko karta hoon main
Mujhe khauf kisi ka nahin
Maine jabse tere raston ko chuna hai

Har ik dua ko usne suna hai, usne suna hai
Aarzoo puri woh karta hai, haan karta hai
Har ik dua ko usne suna hai
Mujhe uski razaa Manzoor
Kya behtar mere liye usko pata hai

Meri to Izzat hi Khudawand hai,
Khudawand hai, Yesu hai

We will be happy to hear your thoughts

      Leave a reply

      About Us

      Part of the Christianmedias organization, we are dedicated to sharing worship music to inspire prayer and devotion worldwide.

      World Tamil Christians - The Ultimate Collection of Christian Song Lyrics
      Logo