Vishwasyogya Yishu Hindi Christian Song Lyrics – विश्वासयोग्य यीशु
विश्वायोग्य यीशु, भरोसेमंद तू रहा
जो कुछ तूने कहा था, उसे पूरा भी तूने किया
धन्यवाद हर दिन, शुक्रिया हर समय
आभारी हैं हर बात में, शब्द भी कम पड़ जाते
धन्यवाद हर दिन, शुक्रिया हर समय
आभारी हैं हर बात में, कैसे हम वर्णन करें
राहों को सरल बनाया, बंद दरवाजों को है खोला
नए रास्तों से लिए चला, आग में से तूने निकाला
निर्बलता में तू है मेरा बल, निर्धनता में मेरा धन
निराशा में मेरी आशा तू, दुविधा में दिशा बना
कदमों को स्थिर तू करेगा, हाथों को तू ही थामेगा
आंखों ने जो नहीं देखा, ऐसे अद्भुत काम तू करेगा
Vishwasyogya Yishu Lyrics, विश्वासयोग्य यीशु Lyrics
Vishwasyogya Yishu song lyrics in English
VISHVAAS YOGYA YISHU, BHAROSEMAND TU RAHA
JO KUCH TUNE KAHA THA, USEY POORA BHI TUNEY KIYA
DHANYAVAAD HAR DIN, SHUKRIYA HAR SAMAY
AABHAARI HAIN HAR BAAT MEIN,
SHABD BHI KAM PAD JAATE
DHANYAVAAD HAR DIN, SHUKRIYA HAR SAMAY
AABHAARI HAIN HAR BAAT MEIN,
KAISEY HAM VARNAN KAREN
RAAHON KO SARAL BANAAYA, BAND DARAVAAJON KO HAI KHOLA
NAE RAASTON SE LIYE CHALA, AAG MEIN SE TUNEY NIKAALA
NIRBALATA MEIN TOO HAI MERA BAL, NIRDHANTA MEIN MERA DHAN
NIRAASHA MEIN MERI AASHA TU, DUVIDHA MEIN DISHA BANA
KADMO KO STHIR TU KAREGA, HAATHON KO TU HI THAMEGA
AANKHON NE JO NAHI DEKHA, AISE ADBHUT KAAM TU KAREGA
Key Takeaways
- The article features the lyrics of the Hindi Christian song ‘Vishwasyogya Yishu’ or ‘विश्वासयोग्य यीशु’.
- It praises Jesus for being trustworthy and fulfilling His promises.
- The lyrics express gratitude and highlight how Jesus provides strength, hope, and guidance in difficult times.
- It includes a section with the English transliteration of the lyrics for broader accessibility.
- Links to related Christian songs are also provided for further exploration.
Estimated reading time: 2 minutes

