Yeshu pyara naam song lyrics
Tere bhawan mai
Seer jhukaaye aate hai
Aaradhana gaate ,mahima hum dete hai
Tera Ehsaas ye kabhi na ho Judaa ..
Saare man Aatma se , tujhko chahe khuda
Yeshu.. s s s ……hai pyara naam
Yeshu ..s s s …hai pavitra naam
Jab mai niharu ,
Meri aasha tu bana
Sankat aur kast mai
Sahara tu mera
Tere is pyaar ko kaise kru mai baya
Tere hi panah mai hai ye zamin aur Aasma .
Yeshu ………hai pyara naam
Yeshu …….hai pavitra naam
Saara sansaar dhunde fir bhi
Tujhsa na mila ..,
Teri karuna aur daya bhi
Humpr hai sada
…hum par hai sada …..s s s s
Yeshu. …… Hai pyara naam
Yeshu hai pavitra naam
