Tune kabhi na choda mujhe Hindi christian song lyrics – Anugrah Tera
Tune kabhi na choda mujhe
Tune kabhi na tyaga mujhe
Paapo mein thi zindagi meri
Tha na koi saath mere
-Is tanaha zindagi mein
Saath raha tu mere -2
sajda karu mai yeshu
Aaradhana karu mai yeshu -2
Ghutno par aakar sar ko jhukakar
Haath uthakar Mahima karu -2
Music
V2- Teri daya se zinda hu mai
Anugrah tera mujhpar rahe
Andhero mein tha jeevan mera
Tha na koi hausala mujhe-1
Is tanaha zindagi mein
Saath raha tu mere –2
Sajda karu mai yeshu
Aaradhana karu mai yeshu
Ghutno par aakar sar ko jhukakar
Haath uthakar mahima karu -2
Sajda karu mai yeshu
Aaradhana karu mai yeshu
Ghutno par aakar sar ko jhukakar
Haath uthakar mahima karu -2
Sajda karu mai yeshu
Aaradhana karu mai yeshu
Ghutno par aakar sar ko jhukakar
Haath uthakar mahima karu -2

