Lahu Ki Dhaar | Gospel Music Video | Faraz Nayyer | Easter/Resurrection Day Urdu Worship Song 2022

Faith Score0
Faith Score0



Subscribe to our YouTube channel: https://bit.ly/2D3dcyp

Lahu Ki Dhaar | Gospel Music Video | Faraz Nayyer | Easter/Resurrection Day Urdu/Hindi Worship Song 2022

Lyrics:

Yesu Tere Lahu Ki Dhaar Se
Mere Paap Saars Dhul Gaye
Teri Saleeb Main Chupe
Sab Raaz Mujh Per Khul Gaye

1. Maine Ye Jaan Lia Ha k
Tu Hi Prastish K Laiq Ha
Jo Sab Cheezon Se Barh K Kare
Tujhe Pyar Wo Tere Laiq Ha
Pehla Darja Jab Tujh Ko Diya
Mujhe Chain Aur Rahat Mil Gaye

2. Gar Tu Na Marta Mere Liye
Main Jee Na Paata Tere Liye
Tuney Keemat Deke Kharid Liya
Mera Har Ik Pal Ab Tere Liye
Ab Maut Ka Khauf Nahi Mujhko
Zindagi K Maaliq Mil Gaye

3. Tu Zinda Ha Taabinda Ha
Tuney Mohar Kabar Ki Torri Ha
Humne Bhi Jeewan Paane Ko
Ab Preet Tere Sang Jorri Ha
Jo Kuch bui Maanga Jab Tujhse
Rehmat K Dar Sab Khul Gaye

Yesu Tere Lahu Ki Dhaar Se
Mere Paap Saars Dhul Gaye
Teri Saleeb Main Chupe
Sab Raaz Mujh Per Khul Gaye

Lahu Ki Dhaar | Gospel Music Video | Faraz Nayyer | Easter/Resurrection Day Urdu/Hindi Worship Song 2022

Gospel Song: Lahu Ki Dhaar
Singer: Faraz Nayyer
Lyrics/Composition: Samuel Nayyer
Music Produced by Faraz Nayyer
Mixed/Mastered by Imran Khalil
DIR/DOP: Raja Mushtaq
DOP: Khurram Shahzad
Edit/Post:Nayyer’sProduction
VFX/Colorgrading: Vishal UG
Directed by Faraz Nayyer
Special Thanks Rev Majeed Able
Administration Cathedral Church 1

Nayyer’s Production fb: https://www.facebook.com/NayyersProdu… Faraz Nayyer Facebook Page: https://www.facebook.com/faraznayyero…
Instagram: https://www.instagram.com/faraznayyer/
Twitter: https://twitter.com/faraznayyer
Official website: http://www.faraznayyerofficial.com/

Lahu Ki Dhaar | Gospel Music Video | Faraz Nayyer | Easter/Resurrection Day Urdu/Hindi Worship Song 2022

#faraznayyermasihigeet #nayyersproduction

We will be happy to hear your thoughts

      Leave a reply

      About Us

      Part of the Christianmedias organization, we are dedicated to sharing worship music to inspire prayer and devotion worldwide.

      World Tamil Christians - The Ultimate Collection of Christian Song Lyrics
      Logo