Mera Masih Hai Meri Zindgi – New Masihi Geet
Mera Masih hai meri zindgi
Gir jaon jab tofano mein
Muhy bachaey wohi
Mera Masih hai meri zindgi
Gir jaon jab tofano mein
Muhy bachaey wohi
Mera Masih hai meri zindgi
Gir jaon jab tofano mein
Muhy bachaey wohi…..Mera Masih
Hum us ke zor mein badte jaen ge
Hum us ke zor mein badte jaen ge….badte jaen ge
Meri hayat mein us ki badi qadar hai
Us ke kalaam ka mere dil pe bada asar hai
Meri hayat mein us ki badi qadar hai
Us ke kalaam ka mere dil pe bada asar hai
Chhode sabhi par wo nah chhode kabhi
Gir jaon jab tofano mein
Muhy bachaey wohi…..Mera Masih
Apne paron tale mujhy rakhta hai sub o sham
Rehta hai asmano par krta ajeeb kam
Apne paron tale mujhy rakhta hai sub o sham
Rehta hai asmano par krta ajeeb kam
Mere Khuda teri wafa mein nahi kami
Gir jaon jab tofano mein
Muhy bachaey wohi…..Mera Masih
Awaz mein teri Yesu aesi mithas hai
Tere kalaam ki mujhy rehti pias hai
Awaz mein teri Yesu aesi mithas hai
Tere kalaam ki mujhy rehti pias hai
Tere kalaam ke mohtaj hain sabhi
Gir jaon jab tofano mein
Muhy bachaey wohi…..Mera Masih
Hum us ke zor mein badte jaen ge
Hum us ke zor mein badte jaen ge….badte jaein ge

