MASEEHA KAY KHOON KI by Faraz Nayyer Urdu/Hindi Christian Worship Song lyrics
Lyrics:
Maseeha kay Khoon Ki
Jo Behti ha Nadiya
Banjar Dilon Ko Sairaab Usne Kar Diya
1. Usne Apne Keemti Khoon Se
Humko Khareed Liya
Apni Baadshahi k Liye
Humko Hai Chun Liya
Zamaane Kay Andheron Main
Charaagh Humko Kar Diya
Maseeha kay Khoon Ki
Jo Behti ha Nadiya
Banjar Dilon Ko Sairaab Usne Kar Diya
2. Zamaane Kay Ranj Aur Gham Main
Umeed Wo Ban Gaya
Gunah Ki Ghulami Say, Humko Azaad Kiya
Humne bhi Jeen Marna
Naam Usky Kar Diya
Maseeha kay Khoon Ki
Jo Behti ha Nadiya
Banjar Dilon Ko Sairaab Usne Kar Diya
____________________________________________
Song: Maseeha Kay Khoon Ki
Singer: Faraz Nayyer
Lyrics & Composition: Samuel Nayyer
Music Produced and Mixed by Faraz Nayyer
Video Directed by Faraz Nayyer and Raja
DOP: Raja Mushtaq
Post: Nayyer’s Production
Styling: Zaki
Recorded, Produced and Mixed at Faraz Nayyer Studio
A project of Faraz Nayyer Studio & Nayyer’s Production
Urdu/Hindi Christian Worship Song | MASEEHA KAY KHOON KI by Faraz Nayyer | Official Music Video 2020
#faraznayyermasihigeet #nayyersproduction
Key Takeaways
- The article presents the lyrics of ‘MASEEHA KAY KHOON KI’ by Faraz Nayyer, a Christian worship song in Urdu/Hindi.
- The song describes themes of redemption through Christ’s blood, emphasizing hope and freedom from sin.
- Faraz Nayyer wrote, produced, and directed the song, showcasing his production efforts through Nayyer’s Production.
- The official music video for the song was released in 2020, highlighting its spiritual significance.

