Halleluyah Halleluyah Keh Uthay – Easter Masihi Geet
Lyrics:
Halleluyah Halleluyah Keh Uthay Arzo Sama(×2)
Dar Haqeeqat Qabar May Say(×2)
Jee utha Ibn e Khuda
Halleluyah Halleluyah Keh Uthay Arzo Sama
Nakam Hogaye Dam Damay Iblees k Iblees k(×2)
Qabar Par Jab Nagahan Ik Zalazala Barpa Huwa
Halleluyah Halleluyah Keh Uthay Arzo Sama
Taaliyan Bajao (×2)
Taaliyan Bajao Umto Kaho k Yasu Zinda hai(×2)
Noor phela Khoob Charchy Ho rahy hain Soo Basu(×2)
Mar k Jeenay ki Masih Nay Aj ki hai Ibtida
Halleluyah Halleluyah Keh Uthay Arzo Sama
Jis k Jee Uthny Say Kitny Aur Murday Jee Uthay(×2)
Wo Zameen may Dafan Rehta Ye kabhi mumkin na Tha
Halleluyah Halleluyah keh uthay Arzo Sama


