Tere Hath Main Hai Sab Kuch Masihi Geet song lyrics

Faith Score0
Faith Score0

Tere Hath Main Hai Sab Kuch Masihi Geet song lyrics

Tere Hath Main Hai Sab Kuch
Tere Hath Main Hai Sab Kuch
Mera Jewan Sab Kuch Mera
Teri Tarif Ho Yesu Teri Tarif Ho

  1. Kisi Ko Rathon Ka Bharosa
    Mera To Tu hai Sahara
    Insan Jo Kr Na Paya
    Yesu Naam Krta Wo Sab Kuch
    Teri Tarif Ho Yesu Teri Tarif Ho
  2. Kisi Ke Dil Main Na Aya
    Kisi Nay Kabhi Na Suna Ho
    Ankhon Nay Jo Na Ho Dekha
    Khuda Say Mile Ga Wo Sab Kuch
    Teri Tarif Ho Yesu Teri Tarif Ho

      About Us

      Part of the Christianmedias organization, we are dedicated to sharing worship music to inspire prayer and devotion worldwide.

      World Tamil Christians - The Ultimate Collection of Christian Song Lyrics
      Logo