Vibhinnata me ekta hai – Hindi Independence Day Song
Vibhinnata me ekta hai
aur ekta me takat hai
yahi meri desh ki pehachaan hai
sabse pyaara sabse nyaara
yeh gul-sita hai hamara
hum sab iske meharbaan hai
sabse alag sabse juda
tujh par mera dil hai fida
mera bharat hai kitna mahaan
mera desh ka tiranga hai shaan
kayi veero ne apni jaan ki kurbani di
watan ke liye…
yeshu masih apni jaan di sansar ki
uddhar ke liye
mere khuda tere hai hum
hum par rahe tera raham

