
Neele Aasmaan Ke Paar Jaaenge Lyrics – नीले आसमां के पार जाएंगे
Neele Aasmaan Ke Paar Jaaenge Lyrics – नीले आसमां के पार जाएंगे
नीले आसमां के पार जाएंगे
Neele Aasmaan Ke Paar Jaaenge
मेरा ईशु रेहता वहां
Mera Yeshu Rehtaa Wahaan
हम मिलेंगे बादलों पर
Hum Milenge Baadloon Par
देखेगा सारा जहां
Dekhegaa Saraa Jahaan
उसका कोई भी वादा, ना होगा अधुरा
Usska Koi Bhi Vaada, Na Hogaa Adhoora
हर एक वादा उसका होता है पूरा, उसका कोई भी वादा
Har Ek Vaada Uss Ka Hotaa Hai Puraa, Usska Koi Bhi Vaada
उसके आगमन का वादा भी होगा पूरा
Usske Aagaman Ka Vaada, Bhi Hogaa Puraa
देखेगा सारा जहाँ
Dekhegaa Saraa Jahaan
हम मिलेंगे बादलों पर
Hum Milenge Baadloon Par
देखेगा सारा जहां
Dekhegaa Saraa Jahaan
नीले आसमां के पार जाएंगे
Neele Aasmaan Ke Paar Jaaenge
मेरा ईशु रेहता वहां
Mera Yeshu Rehtaa Wahaan
Rajasthani Lyrics:
गगन पधारे राजा म्हारो
Gagan Padhare Raaja Mhaaro
(Mera Raja Baadlon Par Aa Raha Hai)
जय के गीत बजा
Jai Ke Geet Baja
जीवन खुशियों का लायो रे
Jeevan Khushiyon ka laayo re
(Khushiyon Ka Jeevan Woh Laya Hai)
तू देस नवों अब आ
Tu des navon ab aa
(Tu Ab Uss Naye Desh Mein Aa)
न्योतो अनन्त का लायो रे
Nyoto anant ka laayo re
(Woh Anant Jeevan Ka Nimantran Laya Hai)
तू जय के गीत बजा
Tu jay ke geet baja
हिवडो में आनंद छायो रे़
Hivado mai anand chaayo re
(Dil Mein Anand Chaa Gaya Hai)
तू देस नवों अब आ
Tu des navon ab aa
(Tu Uss Naye Desh Mein Aa)
ये विश्वास हैं मेरा जो होगा पूरा
Yeh Viswaas Hai Meraa, Jo Hogaa Puraa
सपना ये मेरा न रहेगा अधुरा, ये विश्वास है मेरा
Sapna Yeh Mera Na Rahegaa Adhoora, Yeh Viswaas Hai Meraa
उस के संग हम रहेंगे, अपने ईशु के
Usske Sang Hum Rahenge, Apne Yeshu Ke
देखेगा सारा जहाँ
Dekhegaa Saraa Jahaan
हम मिलेंगे बादलों पर
Hum Milenge Baadloon Par
देखेगा सारा जहां
Dekhegaa Saraa Jahaan
नीले आसमां के पार जाएंगे
Neele Aasmaan Ke Paar Jaaenge
मेरा ईशु रेहता वहां
Mera Yeshu Rehtaa Wahaan
हम मिलेंगे बादलों पर
Hum Milenge Baadloon Par
देखेगा सारा जहां
Dekhegaa Saraa Jahaan
Neele Aasmaan song lyrics


