Jai Jai Naam Yeshu Naam Hindi Christian Song Lyrics, Written and sung by Sheldon Bangera. Hail Jesus’ Name – जय जय नाम येशु नाम
JAI JAI NAAM YESHU NAAM
Jai Jai Naam Yeshu Naam
Gaoon mein subhoshaam
(repeat 6)
Balheen ka sahaara,
paapiyon ka dost hai Tu
Yeshu Tu hai kitna pyaara
Shabd na kaise bataoon? (repeat 2)
Jai Jai Naam Yeshu Naam
Gaoon mein subhoshaam
(repeat 4)
Tujh mein bana rahoon to,
amrut phal laoon main
Gaoon teri jai sadaa to,
Tujh sa ban jaoon main (repeat 2)
Jai Jai Naam Yeshu Naam
Gaoon mein subhoshaam
(repeat 4)
Tu hi hai jo mujhko bulaata
Deta hai jeevan jal
Teri shakti paaoon sadaa aur
Yojanaaye safal ho jaaye (repeat 2)
Jai Jai Naam Yeshu Naam
Gaoon mein subhoshaam
(repeat 12)
जय जय नाम येशु नाम
गाऊं में सुबहोशाम
Jai Jai Naam Yeshu Naam Lyrics, जय जय नाम येशु नाम Lyrics
Jai Jai Naam Yeshu Naam Song Lyrics in English
(repeat)
बलहीन का सहारा,
पापियों का दोस्त है तू
येशु तू है कितना प्यार
शब्द न कैसे बताऊँ?
जय जय नाम येशु नाम
गाऊं में सुबहोशाम
(repeat)
तुझ में बना रहूँ तो,
अमृत फल लाऊं मैं
गाऊं तेरी जय सदा तो,
तुझ सा बन जाऊं मैं
जय जय नाम येशु नाम
गाऊं में सुबहोशाम
(repeat)
तू ही है जो मुझको बुलाता
देता है जीवन जल
तेरी शक्ति पाऊं सदा और
योजनाए सफल हो जाए
जय जय नाम येशु नाम
गाऊं में सुबहोशाम
(repeat)
Key Takeaways
- The article features the lyrics of the Hindi Christian song ‘Jai Jai Naam Yeshu Naam’ by Sheldon Bangera.
- The song emphasizes themes of devotion and love for Jesus, repeating key phrases throughout its verses.
- It includes sections in both Hindi and English, making it accessible to a wider audience.
- Links to additional Christian song lyrics are provided at the end of the article.
Estimated reading time: 2 minutes



